Update 12
Ab aage.....
Asif jaise hi peeche mud k dekhta hain uske hosh ud jaate hai...
Peeche ek car kaa bahoot buri tarha se accident huaa hain... vo ulti
padi hain... Car se petrol gir raha hain... Kabhi bi aag lag sakti
hain... Car kaa accident itni buri tarha se huaa hain ki saayad hi koi
usme bacha hoo...
Asif foran daur k us Car k paas jaata hain... vo car k under
dekhne hi waala hota hain ki tabhi kisi ki dard bhari kaaraah use
sunayi deti hain... vo aawaaz Car k kaafi peeche se aa rahi hain...
Asif foran us aawaaz ki Taraf jaata hain... Wahan use ek Ladki
nazar aati hain... joo dard se karaah rahi hain... Use bahoot chot lagi
hain... Ghutne or hath buri tarha se chhil gaye hai or kaafi
rakt nikal raha hain...
Asif jaise hi us Ladki k paas pahunchta hain...
Ladki : Please meri Behan koo bachao...
Asif : Tumhari Behan...? Kahan hain vo...?
Ladki car ki Taraf ishara kr k kehti hain... vo wahan us car mai
hain...
Asif mud k car ki Taraf dekhta hain... Us car mai aag lag chuki
hain... vo foran daur k us car ki Taraf jaata hain... vo jhuk k
car k under dekhta hain... Ek Ladki use driving seat pe nazar aati
hain... Us Ladki k sir pe chot lagi hain or kaafi rakt beh raha
hain... Us Ladki pe nazar padte hi Asif uski khoobsurti mai ek pal k
liye kho sa jaata hain... fir achanak se use hosh aata hain or vo
us Ladki koo aawaaz deta hain... Magar us Ladki koo Asif ki aawaaz
sunayi nahee de rahi hain... vo iss time aadhi behoshi ki sthithi(condition) mai
hain... Asif himmat kr k car k darwaaze koo kholne ki koshish
karta hain... Magar car k ulte hone ki wajah se dwar(door) jaam hoo
gyaa hain vo khul nahee raha... Har guzarte time k sath Aag or
khatra dono hi badhte jaa rahe hai...
Asif koo samajh mai nahee aa raha hain ki vo kya kare kese us Ladki
koo car mai se bahar nikaale... vo car ki khidki k under hath daal
k us Ladki koo bahar kheechne ki koshish karta hain...
Ladki k badan pe seat belt bandhe hone ki wajah se vo bahar nahee
aa paa rahi hain... Asif us seat belt koo nikaalne ki koshish karta hain
magar vo nikal nahee raha... Asif khidki k under ghus k seat belt
koo poori taakat laga k seat se ukhaad deta hain... iss chakker mai
uska hath buri tarha se zakhmi hoo jaata hain... Seat belt k nikalte
hi Asif foran us Ladki koo car se bahar nikaalta hain or apni god mai
utha k Apni car tak le jaata hain... or use car mai lita k dusri
Ladki koo bachane k liye daur k uske paas jaata hain... fir dusri
Ladki koo sahara de k uthata hain magar dard ki wajah se vo Ladki
girne lagti hain to Asif use foran apni god mai utha k car mai bitha
deta hain... vo Ladki mud k apni Behan ki Taraf dekhti hain... Uski
Behan k sir se bahoot rakt nikal raha hain... or vo iss time
behosh hain... Asif apne gale se apna skaarf nikaal k us Ladki k
sir pe baandh deta hain...
fir jaise hi vo car shuruaat karta hain... Ek tez dhamaka hota hain...
Dhaaadaaaaam.......
Us Ladki ki car ek dhamake k sath ud jaati hain... Asif ek baar
mud k us Taraf dekhta hain... Jahan abhi kuch der pahle ek car
thi wahan iss time jali huyi car k tukde pade hue hai... Asif tezi
se hospital ki Taraf chal deta hain... Asif ki bagal mai baithi Ladki
apni or apni Behan ki haalat dekh k lagataar roye jaa rahi hain...
Asif use chup karane ki bahoot koshish karta hain magar vo chup
hone kaa naam hi nahee le rahi hain...
Asif pareshan hoo k gusse se kehta hain : Tumhe kitni der se
samjha raha hoon ki kuch nahee hoga tum dono koo... Jald hi hum
hospital pahunch jaayenge... pr tum hoo ki kuch samajhne koo
taiYaar hi nahee... bss paaglon ki tarha roye jaa rahi hoo... Agar
tum ne apna rona band nahee kiya to mai tumko or tumhari Behan
dono koo isi time utha k apni car se baahar phenk dunga... fir jee
bhar k roti rehna...
Asif ki baat sun k vo Ladki dar k maare ek dam se chup hoo jaati
hain...
Uske chup hone k baad Asif kaa dimaag thoda shaant hota hain...
or vo apne yaar ACP Arjun koo phone kr k use saari baat batata
hain... or jald se jald hospital aane koo kehta hain...
Arjun : Asif tu fikar mat kr mai hospital mai call kr deta
hoon... Tere wahan pahunchte hi unka ilaaj shuru hoo jaayega...
mai bi jald hi wahan pahunch jaaunga...
Arjun se baat kr k Asif koo thodi rahat mehsus hoti hain... Kuch hi
der mai vo hospital pahunch jaata hain... Asif : Lo pahunch gaye
hospital ab darne ki koi zarurat nahee hain...
Jawaab na paa k Asif apni bagal mai dekhta hain... Uski bagal mai
baithi Ladki behosh padi hain...
Jald hi un dono Ladkiyon koo hospital mai le jaaya jaata hain... or
unka ilaaj shuru hoo jaata hain...
Nurse un dono kaa Addmition form bharne lagti hain...
Nurse : Patients kaa naam...?
Asif : ji vo to muze pata nahee...
Nurse : Pata nahee matlab...?
Asif : Matlab mai unhe nahee Jaanta... Dono musibat mai thi to
mene unhe bachaya or yahan le aaya...
Nurse : Hairat hain... Aaj kal to log apno k liye bi kuch nahee
karte or tum in anJaan Ladkiyon koo bacha k yahan le aaye...
Asif : Madam ji... Maana ki yeh mere apne nahee hai... Na hi maira(mera)
inse koi sambhand hain... Magar insaaniyat kaa sambhand to hain... jb yeh
hosh mai aa jaayengi tab aap dono se unka naam pooch lijiyega...
Nurse : kya mai aap kaa naam Jaan sakti hoon...
iss se pahle ki Asif kuch kehta Arjun wahan pahunch jaata hain or
use aawaaz deta hain...
Arjun : Smarty...
Nurse : To aap kaa naam Smarty hain...
Asif : Ji...
Arjun : Smarty kahan hain vo dono...
Asif : Unka ilaaj chal raha hain...
Arjun : Tu chal mere sath tujhse kuch baat karni hain...
Asif Arjun k sath chala jaata hain...
Arjun : Haan to bata ki kya huaa thaa...
Asif Arjun koo poori baat detail mai batata hain...
Arjun : Matlab tu unke baare mai kuch nahee Jaanta...
Asif : nahee...
Arjun : Well to fir unka bayaan lene k baad hi kuch pata
chalega...
Asif : Arjun dost mai iss maamle se darwaja rehna chahta hoon...
mai nahee chahta ki kisi koo bi yeh pata chale ki un Ladkiyon koo mai
yahan hospital mai laaya thaa...
Arjun : halanki kyun...?
Asif : mai kisi jhamele mai nahee padna chahta...
Arjun : halanki...
Asif : koi halanki wekin nahee... Tu to Jaanta hi hain ki koi pahle se hi
meri Jaan kaa Dushman bnaa huaa hain... or uper se yeh ek or
musibat mai apne sir pe nahee lena chahta... Ab tu apne yaar k
liye itna to kr hi sakta hain...
Arjun : Chal theek hain... Tu nahee chahta to tumhara naam nahee
aayega... Kisi koo yeh nahee pata chalega ki un Ladkiyon koo tu hospital
mai leke aaya thaa...
Asif : Thanks dost... Achcha yeh bata ki mere kaam kaa kya huaa...?
Arjun : Kaun sa kaam...?
Asif : Abe wohi ki aakhir vo kaun hain joo mujhse itna chahat karta hain
ki meri Jaan lene pe tula hain...?
Arjun : nahee dost vo abhi tak ek raaz bnaa huaa hain... mai poori
koshish kr raha hoon jald hi koi na koi suraag mil jaayega... or
vo shaks meri hirasat mai hoga...
Asif : I hope so... Chal ab mai chalta hoon...
Arjun : Theek hain...
fir jaise hi Asif Jaane se pahle Arjun se hath milata hain uske muh
se ek cheekh nikal jaati hain...
Aaaaaaaaahh....
Arjun ghabra k Asif kaa hath chor deta hain...
Arjun : Kya huaa....?
Asif : vo maira(mera) hath...
Asif kaa hath dekh k Arjun k hosh ud jaate hai...
Arjun : Abe tumhara hath to buri tarha se zakhmi hain or usme se
rakt beh raha hain... Chal jaldi se apni dressing karwa le...
yeh keh k Arjun Asif koo Dr k paas le jaata hain.... Dr uske hath
mai taanke laga k dressing kr dete hai...
Dressing karwa k Asif wahan se jaa hi raha hota hain ki tabhi uske
paas nurse daurti huyi aati hain...
Nurse : Aapke Patient koo rakt dena padega..
Asif : To de do na iss mai mujhse poochne ki kya zarurat hain...?
Nurse : mai pooch nahee rahi hoon bata rahi hoon... Patient kaa
blood group *** hain or iss group kaa blood available nahee hain...
Asif : To dusray hospital se mangwa lo...
Nurse : Hum ne har jagah pata kr liya... iss group kaa blood kahi
bi available nahee hain... Agar jald hi Patient koo blood na diya gyaa
to uski Jaan bachana muskil hoo jaayega...
Asif : maira(mera) blood group bi *** hain... Aap maira(mera) blood le lijiye...
Nurse : Chaliye...
Asif nurse k sath chala jaata hain...
Nurse : Aap apna jacket utaar k wahan lete jaaiye...
Asif : Ji...
fir Asif kaa rakt Us Ladki koo diya Jaane lagta hain... rakt dene
se us Ladki ki Jaan bach jaati hain...
Nurse : Ab Patient koo koi khatra nahee hain..
Nurse ki baat sun k Asif rahat ki saans leta hain or fir bina
kuch kahe wahan se nikal jaata hain...
Idhar Ladki ki Behan koo hosh aata hain... vo khud koo anJaan jagah
mai paa k ghabra jaati hain...
Dr : Ghabrane ki zarurat nahee hain tum iss time hospital mai hoo...
Dr ki baat sun k use sab kuch yaad aa jaata hain or vo ghabra k
Dr se poochti hain...
Ladki : Ruhi... Ruhi kahan hain...?
Dr : yeh Ruhi kaun hain...?
Ladki : Meri Behan... "Ruhina Shaikh" Jisko vo ladka mere sath
yahan Hospital mai laaya thaa... Kahan hain vo...? Kaisi hain vo...?
vo theek to hain na...?
Dr : Uske sir pe kaafi chot aayi thi... Hum ne uska ilaaj kr diya
hain... Jald hi vo poori tarha se theek hoo jaayegi...
Ladki : muze us se milna hain...
Dr : Tum abhi us se nahee mil sakti...
Ladki : Kyun nahee mil sakti...?
Dr : Kyun ki vo abhi behosh hain... jb hosh mai aa jaayegi tab mil
lena... or waise bi tumhe bi bahoot chot aayi hain... Tumhe bi
aaraam karna chahiye...
Ladki : nahee dr muze meri Behan se abhi milna hain...
yeh keh k vo Ladki uthne ki koshish karti hain magar dard ki wajah
se uth nahee paati.
Ladki : nahee dr muze meri Behan se abhi milna hain...
yeh keh k vo Ladki uthne ki koshish karti hain magar dard ki wajah
se uth nahee paati.
Dr : Fikar mat karo kuch hi der mai hum tumhari Behan koo yahan
shift kr denge...
Arjun : Dr maira(mera) naam ACP Arjun hain... Aap ki ijazat hoo to mai
Patient se kuch sawaal poochna chahunga...
Dr : Haan kyun nahee... Magar Patient koo zyada disturb mat
karna...
Arjun : Ji Dr... Haan to madam bataiye aapka naam kya hain...?
vo Ladki kaun hain...? or yeh sab kese huaa...?
Ladki : maira(mera) naam Noor Shaikh hain or vo meri Behan Ruhina
Shaikh... Hum Rizwan Shaikh ki Betiyaan hai... Hum aaj subah hi
london se yahan aayi hai... Airport se bahar nikal k jb hum ne
dekha ki hum koo koi lene nahee aaya hain... Abbu ne driver k sath
gaadi bheji hain to hum koo behad gussa aa gyaa... Ruhi ne driver se
chaabi li or Gusse mai hum apni car mai baith k wahan se nikal
gaye... Dheere dheere humara gussa badhne laga or car ki
raftaar bi... Kuch dur Jaane k baad speed kuch zyada hi tez hoo
gyi... or car kaa balance bigad gyaa... Ruhi ne break lagane ki
koshish ki magar break nahee laga... saayad break fail hoo gyaa
thaa... Har guzarte time k sath khatra or dar doon badne laga...
Humari haalat kharaab hone lagi... Car koo sambhaalna muskil hoo
raha thaa... Tabhi achanak saamne se ek Truck aaya... Ruhi ne
bachne ki bahoot koshish ki magar hum aakhir kaar truck se takra hi
gaye... Takkar itni zabardart thi ki Humari car palat gyi ludhakti
huyi niche jaa giri... Takkar ki wajah se meri Taraf kaa dwar(door)
khula or mai car se bahar pheka gyi... Ruhi driving seat pe thi
vo bahar na nikal saki... Uske sir mai bahoot chot lagi thi or rakt
bi nikal raha thaa... vo car mai behosh padi thi... Humara bachna
mushkil hoo gyaa thaa... Car se petrol nikal raha thaa... or kisi bi
time aag lag sakti thi...
Noor : Dar k maare mai uper waale se dua karne lagi... Uper
waale ne meri dua qubool kr li or apne farishte koo humari Jaan
bachane k liye bhej diya...
Arjun : Farishta...?
Noor : Ji haan farishta... vo farishta hi to thaa... Warna aaj k
zamane mai koi apno k liye bi nahee karta joo usne hum anJaan
Behano k liye kiya... Usne apni Jaan pe khel k humari Jaan
bachayi... Agar vo na hota to aaj hum zinda na hote...
Arjun : Kaun thaa vo farishta...? I mean ladka...?
Noor : Pata nahee... muze bss itna yaad hain ki vo hum Behano koo
bacha k apni car mai baitha k hospital le jaa raha thaa... Kuch der
baad mai behosh hoo gyi... or jb aankh khuli to... Kya mai us
ladke se mil sakti hoon...?
Arjun : vo to chala gyaa...
Noor : Chala gyaa...? Kahan chala gyaa...?
Arjun : Pata nahee... Mere yahan aane se pahle vo jaa chuka thaa...
Aap fikar mat kijiye agar aap ki bhagya mai us se milna likha hoga
to vo kahi na kahi aa koo mil jaayega... Waise aaj kal k zamane
mai uske jaise log bahoot kam milte hai...
Noor : Aapne theek kaha...
Arjun : Aap apne ghr kaa number de dijiye taaki unhe inform kiya
jaaye or yahan apne bayaan pe sign kr dijiye...
Noor paper pe sign kr k Arjun koo apne ghr kaa number de deti
hain...
Arjun Noor k ghr mai inform kr k wahan se chala jaata hain...
Kuch hi der mai Noor k ghr waala wahan pahunch jaate hai...
Tab tak Ruhi koo bi ward mai Noor ki bagal mai shift kr diya jaata
hain. Ruhi koo hosh aa chuka hain.
Rizwan : Tum to Jaanti hoo ki tumhari maa(माँ) ki tabiyat kharaab rehti
hain. Aaj bi Tumhari maa(माँ) ki tabiyat bahoot kharaab hoo gyi thi..
dr use check karne ghr pe aaye the iss wajah se hum nahee aa sake
tum dono koo lene.. or tum dono bina baat Jaane naraaz hoo gyi..
Aisi bi kya naaraazgi ki tum dono ne aisa kiya..? Agar tum dono
koo kuch hoo jaata to hum kya karte..? Hum to mar hi jaate...
Rizwan : Apni Betiyon k bagair hum zinda na rehte... Hum bi tum
dono k sath...
iss se aage Rizwan se kuch kaha na gyaa or uski aankhon se aansu
Behane lage... Wahin paas khada Junaid bi apne Abbu ki baat sun
k rone laga...
Abbu or apne Bhai koo rote dekh k Noor or Ruhi ki aankhen(eye) bi
nam hoo jaati hai... Dono koo apne kiye pe behad pachtava hota
hain... Dono ek sath kehti hai...
Humko maaf kr dijiye please... Hum gusse mai nadaani kr
baithe... Aainda se aisa kabhi nahee karenge...
Rizwan apni Betiyon k paas aake kehta hain : Beta insaan koo apne
gusse pe kaabu karna aana chahiye... Gusse koo khud pe haavi nahee
hone dena chahiye... Gusse mai insaan aksar wrong hi karta hain...
Jaisa ki tum logon ne kiya... Aainda se khayaal rakhna ki aisa na
hoo... Tum log to humari Jaan hoo... Agar tumhe kuch hoo gyaa to
hum to jeete ji mar jaayege... iss baar mai tumhe maaf kr raha
hoon... Aainda se aisa kiya to yaad rakhna...
fir Rizwan apni Betiyon k aansu poch k kehte hai...
Rizwan : Waise yeh sab huaa kese...?
Noor un koo poori baat batati hain...
Rizwan : Meri Betiyon ki Jaan bacha k usne mujh pe bahoot bada
ehsaan kiya hain... kahan hain vo farishta...? mai us se milna
chahta hoon...
Noor : vo to chala gyaa...
Rizwan : Kya naam hain uska...? kahan rehta hain vo...?
Noor : Pata nahee... vo achanak se aaya... Humari madat ki or
achanak se chala gyaa... muze to kya yahan hospital mai bi kisi
koo uske baare mai kuch pata nahee...
Rizwan : vo waakai mai ek farishta thaa... vo khamoshi se aaya...
Tum dono ki madat ki or khamoshi se chala gyaa... mai pata
karta hoon saayad uske baare mai kisi koo kuch pata hoo... Tum log
aaraam karo mai dr se mil k aata hoon...
yeh keh k Rizwan wahan se chala jaata hain... Rizwan k jaate hi
Noor ki nazar apne Bhai Junaid pe padti hain... joo kone mai khada
ro raha hain...
Apne Bhai koo rote hue dekh k Ruhi kehti hain...
Ruhi : Bhai... Please hum koo maaf kr de... Hum aainda se aisa
nahee karenge... Please iss baar hum koo maaf kr de...
Junaid : yeh sab karne se pahle Tum dono koo ek baar bi maira(mera)
khayaal nahee aaya ki agar tum dono koo kuch hoo gyaa to maira(mera) kya
hoga... kese jiyunga mai apni Behano k bina... Meri ek choti si
galti ki itni badi saza dene chali thi tum dono... Aisa karne se
pahle ek baar to call karke mujhse pooch liya hota ki mai tum dono
koo lene kyun nahee aaya... maa(माँ) ki bimaari ki wajah mai tumhe lene
nahee aa saka....
Ruhi apna muh bnaa k kehti hain : Ab maaf bi kr de dost... Kya
bachchi ki Jaan lega... Dekh jaidi se hum koo maaf kr de warna tu
humara gussa Jaanta hain... Hum naraaz hoo gyi to fir...
Junaid : Are waah... Ulta chor kotwaal koo daante... Ek to chori
uper se seena zoori... Naraaz muze hona chahiye ulte tum dono hi
naraaz hoo...
Noor muskura k kehti hain : Chote hone kaa kuch fayeda to milna hi
chahiye na... Kyun Ruhi mene theek kaha na...
Ruhi : Haan ek dam sahi... Bhai to clean bold hoo gaye...
yeh keh k Ruhi muskurane lagti hain...
Dono koo muskurate hue dekh k Junaid k heart(Dil) koo bada sukoon milta
hain...
Junaid : Chalo ab tum log zyada baat mat karo... aaraam karo...
Idhar Asif hospital se nikla hi thaa ki Ajay kaa phone aa jaata hain...
Asif : Haan bol Ajay... Kya haal chaal hain...? Kya hoo raha hain
university mai...?
Ajay : Haal chaal to Theek hain... university mai bi sab theek chal
raha hain... Magar tere sath joo huaa vo achcha nahee... Madat karne
k badle tuze saza mili... Pehli baar mene dekha hain ki bhalayi
karne waale koo burayi hath lagi...
Asif : Chor na dost... Kuch din ki to baat hain... or bata koi Ladki
patayi ki nahee...
Ajay : nahee dost... Tu aa jaa sath mai mil k patayenge... Tu sath
rahega to ek support rahega...
Update 13
Ab Aage....
Asif : Abe saale Ladki bi patayega to mere bharose... Patane k
baad Tu kuch kr bi paayega ya usme bi meri madat lega...
Ajay : Abe kamine tu ne muze samajh kya rakha hain...?
Asif : Maamu...
Ajay : Saale tu mil muze fir batata hoon...
Asif : Chal theek hain... jb milna tab bata dena...
Asif wahan se nikal k bahar aata hain or Zara koo fin se Jaane kaa
bol k School ki Taraf chal deta hain...
Idhar hospital mai Rizwan or Junaid Dr se baat kr rahe hain...
Rizwan : Dr. shrimaan kaisi tabiyat hain meri Betiyon ki...?
Dr : Kaafi had tak theek hain...
Rizwan : Dr shrimaan meri Betiyon ki Jaan bachane k liye aap kaa
bahoot bahoot dhanyavad... Aap nahee Jaante ki meri Betiyon ki Jaan
bacha k aapne mujhpe kitna bada ehsaan kiya hain...
Dr : ji mene to wohi kiya joo maira(mera) farz thaa... mene to keval(only) un kaa
ilaaj kiya hain... Aapki
Betiyon ki Jaan to us ladke ne bachayi hain... Aap koo us ladke kaa
dhanyavad ada karna chahiye.. joo apni Jaan pe khel k aap ki
Betiyon koo time pe yahan le aaya.. or usne apna rakt de kr
Ruhi ki Jaan bachayi. Aaj agar vo na hota to aap ki Betiyon kaa
bachna mushkil thaa.
Rizwan : Dr. Kaun thaa vo ladka...?
Dr : vo to muze pata nahee.
Haan pr itna pata hain ki us jaise log aaj kal bahoot kam hi reh gaye
hai iss duniya mai.
Rizwan : Haan dr theek kaha aapne.
Dr : Aap ki Betiyon koo 2 din tak hum yahan under observation
rakhenge. Agar sab kuch normal raha to 2 din k baad hum unhe
discharge kr denge. Aap logo koo yahan rukne ki zarurat nahee hain.
Hum yahan hai aapki Betiyon ki dekh bhaal karne k liye...
Rizwan : nahee dr mai apni Betiyon koo yahan akeli chor k nahee
jaaunga.
Junaid : Abbu vo dono akeli kahan hai...? Yahan Dr hain Nurse hain
or mai bi to hoon. Aap ghr chale jaaiye mai yahan rukta
hoon... maa(माँ) bimaar hain unhe aap ki zarurat hain...
Junaid samjha k Rizwan koo ghr bhej deta hain...
Idhar School ki Chutti hoo jaati hain or Do Pariyan (Simi or Ashu)
daurti huyi bahar aati hai... or Asif se lipat jaati hain....
Asif : Kya baat hain...? Aaj bada chahat aa raha hain meri Pariyon koo
apne Bhai pr...
Asif ki baat sun k dono ek sath bol padi...
chahat to aa raha hain magar Bhai pe nahee apne Boy dost pe...
Asif : Tum dono fir se shuru hoo gyi...?
Simi : Abhi shuru kiya hi kahan hain...? Shuruwaat to hongi Kiss
se or khatam.......
Asif : Tu na Simi... bahoot bigad gyi hain...
Simi : mene aisa wrong kya kaha...? vo hi kaha joo Ek Girl dost
or Boy dost k beech mai hota hain...
Asif : mai kya karun tumhara...?
Simi : vo hi kr joo ek Boy dost apni Girl dost k sath karta
hain...
Asif : Tere dimaag mai yeh sab kahan se aata hain...?
Simi : tuze dekhte hi heart(Dil) tujhpe apna chahat lutane koo kehta hain....
Asif : Jaldi se ghr chal... Agar aaj fir se der hoo gyi na to maa(माँ)
gusse mai chadi se hum pe apna chahat lutaayegi...
Simi : Bada kharaab hain tu... Ek number kaa kamina hain... Hamesha
mere romantic mood kaa kabada kr deta hain...
Ashu : Abe kamini... Zubaan sambhaal k...? tuze pata hain ki tu
kise kamina keh rahi hain...
Simi : Ji haan... muze achche se pata hain ki mai kise kya keh
rahi hoon... yeh maira(mera) Boy dost hain... mai ise joo chahe keh sakti
hoon... Tu kaun hoti hain muze rokne waali...? Apne kaam se kaam
rakh... hamare beech mai apni naak mat ghusa...
Ashu : tumhari himmat kese huyi...? Mere Smarty koo apna Boy dost
kehne ki...? mene tuze kitni baar mana kiya hain ki Mere Smarty
koo Apna Boy dost mat kaha kr...
Simi : tumhara Smarty my foot... yeh tumhara nahee maira(mera) hain... maira(mera) Boy
dost... maira(mera) Lover... Meri life... yeh maira(mera) sab kuch hain... mai
ek nahee 1000 nahee laakh nahee Crore baar kahungi ki yeh maira(mera) Boy
dost hain... Dekhti hoon tu kya kr leti hain maira(mera)...
Ashu : mai tumhara muh tod dungi...
Simi : Achcha... Tu maira(mera) muh todegi or mai chup chaap apna
muh tudwa lungi... Tu muze Zara hath laga k to dikha...? fir
dekh mai tumhara kya kya todti hoon...?
Ashu : Aisi baat hain to fir aaj hoo jaaye faisla... joo jeeta Smarty
uska...
Simi : hoo jaaye...
Asif hairat se apni Behano ki baat sun raha thaa... jb us ne baat
koo bigadte dekha to gusse mai kaha...
Asif : Band karo tum dono apni bakwaas... Tu dono pagal to
nahee hoo gyi...? yeh kya laga rakha hain...? maira(mera) Smarty... maira(mera)
Boy dost... Na hi mai kisi kaa Smarty hoon or na hi Boy
dost... Tum dono to mujh pe ayese apna haq jama rahi hoo jaise ki
mai insaan na hoo k tumhara koi beJaan sa khilona hoon... Tum
dono ne aaj muze bahoot dukh pahunchaya hain... maira(mera) heart(Dil) toda
hain... Apne liye Tum dono kaa chahat dekh k muze laga ki uper waale
koo saayad mujh badnaseeb pe reham aa gyaa isiliye usne tumhare
heart(Dil) mai mere liye nafrat khatam kr k chahat jaga diya... Magar nahee
mai wrong thaa... Meri soch wrong thi... Na hi tum dono badli hoo...
or na hi tum dono k heart(Dil) mai mere liye koi chahat hain... Kyun ki chahat
to dene kaa naam hain... Apni khushi dusron k sath baantne kaa naam
hain... chahat dena sikhata hain Cheen na nahee... Magar tum dono k
beech mai to cHeena jhapti machi huyi hain... yeh chahat nahee hain... yeh
apnapan... yeh chahat yeh sab to bss ek drama hain... dikhawa hain...
Khud koo dusray se uper diKhane k liye tum dono maira(mera) istemaal kr
rahi hoo...
yeh kehte kehte Asif ki aankhon se aansu Behane lagte hai...
mai koi lohe ki bani huyi cheez nahee hoon... Ek jeeta jaagta insaan
hoon... Mere seene mai bi heart(Dil) hain... Mere bi jazbaat hai...
muze bi takleef hoti hain... Aaj tum dono ne heart(Dil) tod diya maira(mera)...
iss se to achcha hota ki umar bhar tum dono mujhse nafrat karti...
mai ek baar tum dono ki nafrat seh sakta hoon magar jhoota chahat
nahee...
Asif apne heart(Dil) kaa haal bayaan kr raha thaa... Bachpan se hi vo chahat
k liye Tarasta aaya hain... vo use aaj bi nahee mila... Uske heart(Dil) mai
ek kasak si rehti hain... Kaash use bi auron ki tarha apna kaa chahat
or sath naseeb hota... Magar saayad yeh bhagya koo manzoor na
thaa... bhagya us se naaraaz baithi thi... Uske paida hone k kuch
hi time baad uski maa(माँ) use chor k chali gyi... Uski maa(माँ) koo mare
abhi kuch hi mahine hue the ki uske daddy ne dusri shaadi kr li...
Magar kehte hai na ki Sauteli maa(माँ) chah k bi kabhi sagi maa(माँ)
nahee ban sakti or na hi vo kabhi apni sautan k bachche koo apna
paati hain... Asif k sath bi aisa hi huaa hain... Na hi uski Sauteli
maa(माँ) ne use kabhi heart(Dil) se apnaya hain or na hi kabhi uski Sautelì
Behano ne... vo keval(only) use sath dikhawe kaa chahat jatate aaye hai vo
bi keval(only) duniya k saamne... Akele mai to kisi ne us se kabhi seedhe
muh baat tak nahee ki hain... vo us se achche se baat tab hi karte
the jb unko us se apna kuch kaam nikalwana hota thaa...
Asif koo unki yahi baat bahoot chubhti thi... vo sache chahat k liye
Taras hain... kaash koi aisa hoo ta jise vo apna keh sakta... Use
saare rishte bemaane lagte... iss duniya mai koi aisa na thaa joo bina
kisi matlab k bina kisi swaarth se use apnaata...
Uski sooni aankhen(eye) kisi apne koo talaashti rehti... Uska heart(Dil) sachche
chahat k liye Tarasta rehta... Magar iss matlabi duniya mai yeh
mumkin nahee hain... Uski Behano k bartaav ne use Aaj use bahoot
dukhi kiya hain... vo toot chuka hain... Jise vo chahat samajh raha
thaa vo chahat nahee balki do Behano ki zid thi... joo khud koo dusray se
uper diKhane k chakker mai use apna keh rahi thi...
Asif ki aankhon se aansu beh rahe the... Uska heart(Dil) ro raha thaa...
Jahan Uski Behano kaa uske liye chahat dekh k Use behad khushi hoo
rahi thi wahin ab sach Jaan k use utni hi takleef hone lagi. vo
gusse mai tezi se apne ghr ki Taraf chal diya..
iss se pahle ki Dono mai se koi use kuch kehta vo unse kaafi dur jaa
chuka thaa... Dono chup chaap apna sir jhukaye Asif k peeche
peeche Jaane lagi... Kuch hi der mai teeno ghr pahunch gyaa...
Saba ne dwar(door) khola... Saamne Asif koo dekh k vo muskurane
lagi... Asif iss time behad gusse mai or dukhi thaa... vo bina kuch
kahe apne kamare(room) mai chala gyaa... Asif k bartaav koo dekh k Saba
koo badi hairaani huyi... Usne Simi se iss baare mai poocha...
Saba : Simi yeh Asif koo kya huaa hain...?
Simi : Kuch nahee maa(माँ)...
Saba : To fir uska chehra kyun utra huaa hain...?
Simi : Ab uski surat hi aisi hain to koi kya kare...?
Saba : kya bol rahi hain...?
Ashu : Theek hi to bol rahi hain... Shakal se poora bandar lagta
hain... or bandar hamesha ayese hi nazar aate hai...
Dono ki baat sun k Saba koo badi hairat hoti hain...
Saba : Simi ki baat mai samajh sakti hoon... vo hamesha us se
ladti rehti hain use chidhati rehti hain saayad isi liye aisa keh rahi
hain... Magar tu uske baare mai aisa kahegi yeh mene nahee socha
thaa...? tuze yeh achanak kya huaa...? Tu to hamesha uski side liya
karti thi... To ab achanak kya huaa...?
Ashu : vo meri sab se badi galti thi ki mai us kamine ki side leti
thi... Aaj muze pata chal gyaa ki vo kamina meri hamdaradi k
laayak nahee hain... vo kehte hai na ki Sautela hamesha Sautela
rehta hain kabhi saga nahee hoo sakta... Aaj us kamine ne apna
Sautela pan dikha diya... Hum use apna samajh k uspe apna chahat
luta rahe the magar kutte koo ghee hazam nahee hota wohi haal uska
hain... Aap koo pata hain kya sila diya usne hamare chahat kaa...? Usne
hum dono maasoom Behano koo beech sadak pe sabke saamne bahoot
beizzat kiya... Kya kuch nahee kaha usne hum dono se...
Saba : Magar vo to aisa nahee hain... Bada samajhdaar seedha or
suljha huaa hain... vo aisa kese kr sakta hain...? vo to tum dono
pe apni Jaan chidakta hain...
Simi : To kya hum jhoot bol rahe hai...? Aap koo humari baat pe
bharosa nahee...? Aap koo vo kamina sidha lag raha hain...?
Saba : nahee mene aisa kab kaha ki muze tum dono pe bharosa
nahee... Magar tum dono joo keh rahi hoo use maan na mere liye
mumkin nahee hain... Kyun ki bhale hi vo maira(mera) Sautela Beta or tum
dono kaa Sautela Bhai hain magar vo hum koo apni Jaan se bi badh
k maanta hain... Tum dono koo k baare mai kuch bura kehne ki baat
to vo sapne mai bi nahee soch sakta... Yaad hain do din pahle kya
huaa thaa...? jb tum dono Shopping karne mall mai gyi thi or
wahan tum koo ek ladke ne chera thaa to kya haal kiya thaa uska Asif
ne...
Simi : Haan vo din mai kese bhool sakti hoon... Usne gusse mai aa
k us bechare ladke kaa hath tod diya thaa... Ek dam Jaanwar hain
vo... Jaanwar...
Asif apne kamare(room) mai baitha apni maa(माँ) Behano ki baaten sun raha
thaa... joo iss time uske heart(Dil) pe teer ki tarha chubh rahi thi... Uska
heart(Dil) apni Behano ki baaton se zakhmi hoo raha thaa... Jinhe usne apna
samjha vo aaj bade aaraam se use paraya bnaa rahe the... Uska
heart(Dil) toot raha thaa... Uski aankhen(eye) hi nahee balki uska heart(Dil) bi ro raha
thaa... Aaj uski Behano k sath sath uski maa(माँ) ne bi use Sautela
hona kaa ehsaas kara diya thaa. Sautele hone kaa tag jaise uske
maathe pe keel se uske apno thok diya thaa. Kya hota hain yeh
Sautela pan...? Kya Sautela hona ek abhishaap hain...? Kya sage
hone se hi apno kaa chahat or sath naseeb hota hain...? Kahan se
aaya hain yeh Sautela shabd...? Kisne banaya hain use Sautela...? yeh
to bhagya kaa khel hain. To kya bhagya uski dusman hain...? Ya fir
bahar khade yeh log jinhe vo apna samajhta hain...? Kya...? Aakhir
kya jawaab hain uske in sawaalon kaa...? Asif buri tarha se toot k
ro raha hain... Aaj us k paas koi nahee hain... Na to uske sawaalon
k jawaab dene k liye or na hi use gale se laga k chup karane
k liye... Aaj vo Akela hain..
Aaj use apni maa(माँ) ki bahoot yaad aa rahi hain... Kaash vo aaj uske
paas hoti...? To yeh sab na huaa hota...? Kaash......?
yeh sab sochte hue vo ro raha thaa.... Rote rote vo kab neend ki
aagosh mai chala gyaa use pata hi nahee chala...
Subah 7 baje daddy k uthane se uski aankh khuli...
Aaj pehli baar subah subah daddy use uthane aaye the...
Asif : daddy aap yahan....?
daddy : Beta muze tumse kuch kaam thaa....
Asif : Haan kahiye na...
daddy : Beta Dr. Dixit or mene mil k Shimla mai ek farm house or
kuch zameen kharidi hain... Wahan hum ek Hotel banana chahte
hai... Hum ne loan k liye bank mai Apply kr diya hain... Jald hi
loan pass hoo jaayega...
Asif : Wow daddy... yeh badi achchi baat hain...
daddy : Haan halanki ek problem hain...
Asif : kaisi problem...?
daddy : vo baat aisi hain ki wahan kaa kaam abhi adhura hain... Us
zameen k papers hum koo nahee mile hai... Final payment baaki
hain... Payment de k Registration kaa kaam karwana hain... or
wahan ki boundry wall bi banwaani hain...
Asif : To iss mai problem kya hain...?
daddy : Problen yeh hain ki mai wahan nahee jaa sakta... Yahan loan kaa
kaam baaki hain... or bi bahoot se kaam hain joo poore karne hai
taaki jaldi se loan mile or Hotel kaa kaam jald se jald shuru hoo
sake... Isme muze tumhari madat ki zarurat hain...
Asif : mai aapki kese madat kr sakta hoon...?
daddy : mai chahta hoon ki tum wahan jaa k saare kaam jald se
jald poora karwaao...
Asif : Magar daddy mai kese...? muze to kuch bi pata nahee... Na
to mai wahan kabhi gyaa hoon or na hi mai wahan kisi koo Jaanta
hoon... Agar kuch ulta seedha hoo gyaa to...? or maira(mera) university...
Meri padhayi kaa kya hoga...?
daddy : Kuch ulta seedha nahee hoga... Wahan maira(mera) yaar Mr. Singh
hain joo tumhari poori madat karega or rahi baat tumhare university
or padhayi ki to ek hafte mai zayada kuch nahee hoga... Abhi
university shuru huaa hain...
daddy : Beta agar yeh itna zaruri na hota to mai kabhi tumhe na
kehta... Tum fikar mat karo wahan tumhe koi problem nahee hongi...
Asif kuch der sochta rehta hain... Use yahan iss ghr mai kaafi
ghutan mehsus hoo rahi hain... vo khud kuch din k liye yahan se
yahan k mahaul se dur Jaana chahta thaa... Taaki vo khud koo
sambhaal sake...
Asif : Theek hain daddy... mai chala jaaunga... Bataiye kab Jaana
hain...?
Asif ki baat sun k daddy behad khush hoo gaye...
daddy : Abhi foran... Jaldi se Jaane ki taiYaari kr lo... mai Dr
Dixit koo inform karta hoon or tumhare Jaane kaa intezaam karta
hoon...
yeh keh k daddy wahan se chale jaate hai... Asif apni packing karne
lagta hain...
Jald hi vo apna samaan pack kr k Jaane k liye ready hoo jaata
hain... Tabhi uske kamare(room) kaa darwaaza khulta hain or Simi hath mai
Coffee kaa cup le k under aati hain...
Saamne bed pe samaan dekh k vo hairat se Asif se Poochti hain...
Simi : yeh samaan kiska hain...?
Asif gusse se use ghoor k dekhta hain magar kuch kehta
nahee : .........
Simi : mai kuch pooch rahi hoon... yeh samaan kiska hain...?
Asif gusse mai : Mere kamare(room) mai hain to matlab maira(mera) hain...
Simi : tumhara samaan hain matlab...?
Asif : ............
Simi : yeh samaan pack kyun hain...? Tu kahi jaa raha hain...?
Asif : .........
Simi : Meri baat kaa jawaab de... Tu kahi jaa raha hain kya...?
Asif : Haan...
Simi : k....yun...? kaa.....han...?
Asif : tuze us se kya...? mai kahi bi jaaun...? Kuch bi
karun...?
Simi : Dekh Asif faltu bakwaas mat kr or seedhe seedhe bata ki
tu kahan or kyun jaa raha hain...?
Asif : yeh poochne waali tu kaun hoti hain...? tumhara maira(mera) sambhand hi
kya hain...? Yaad hain tuze kal raat ki baat ya fir bhool gyi...?
Kya kaha thaa tu ne maa(माँ) se...?
Asif ki baat sun k Simi koo raat ki baat yaad aa jaati hain...
iss se pahle ki vo kuch kehti daddy wahan aa jaate hai...
Update 14
Ab Aage.....
daddy : Asif jaldi chalo warna tum late hoo jaaoge...
Asif apna samaan utha k daddy k sath bahar Jaane lagta hain...
Asif koo yun achanak bina kuch bataye jaate dekh Simi ki aankhen(eye)
nam hoo jaati hai...
Simi : daddy... Asif kahan jaa raha hain...?
daddy : Beta vo mai tumhe baad mai batata hoon... Asif tum Dr
Dixit k paas chale jaao aage kya karna hain vo tumhe samjha
denge...
Asif daddy k sath ghr k bahar aa jaata hain... or taxi mai baith
k Jaane lagta hain...
Asif koo yun bina kuch kahe jaate dekh Simi bechain hoo jaati hain
uski aankhon se aansu Behane lagte hai...
vo Asif koo jaate hue dekhti rehti hain....
Asif k Jaane k baad jb daddy palat k Simi ki Taraf dekhte hai
to use yun rote hue dekh k unhe badi hairat hoti hain...
daddy : Are Simi... Kya huaa Beta...? Tu ayese ro kyun rahi hain...?
Simi rote hue : vo... vo... kahan gyaa...?
daddy use poori baat batate hai...
Simi : kya kaha Simla...? Aapne use Simla bhej diya...? Aap ne
use itni dur akele kese bhej diya...? Aap ne Zara sa bi nahee
socha uske baare mai...? Use kahi kuch hoo gyaa to...?
daddy : Relax Simi... Use kuch nahee hoga... vo koi chota bachcha
nahee hain... vo apna khayaal rakh sakta hain... or wahan maira(mera)
yaar hain uski madat k liye... Tum bekaar mai pareshan hoo rahi
hoo...
Simi : Wahan bhale hi aap kaa yaar hain magar fir bi... Uske sath
uska koi apna to nahee hain joo uska wahan khayaal rakhega... vo
kahan khayega...? kahan rahega...? Zara socha hain aapne...? Aap
koo pata hain na ki vo apna Zara sa bi khayaal nahee rakh paata...
Aapko kese pata hoga.. Aap kabhi rahe hi nahee hai uske sath.
mai rahi hoon uske sath.. Kyun daddy...? Kyun kiya aapne aisa...?
vo bi na ek number kaa gadha hain Bina muze bataye yahan se
chup chaap akela chala gyaa. daddy aap use call kr k abhi fin se
bulaiye. vo akela nahee jaayega... Agar vo jaayega to mai bi
uske sath jaaungi...
daddy : Simi... Tum bekaar mai pareshan hoo rahi hoo... Asif koo kuch
nahee hoga... vo koi bachcha nahee hain... Tum rona band karo or
jaa k School Jaane ki taiYaari karo...
Simi : daddy...
daddy gusse mai : mene kaha jaao to jaao...
daddy ki baat sun k Simi rote hue ghr k under chali jaati hain...
Saba Simi koo rote hue dekh k us se rone ki wajah poochne hi waali
hoti hain magar Simi apne kamare(room) mai jaa k dwar(door) band kr leti
hain...
daddy : Saba jaldi se nashta do muze Office Jaane mai der hoo rahi
hain...
Saba : yeh Simi koo kya huaa...? vo ro kyun rahi hain or yeh Asif
subah subah kahan gyaa...?
daddy Saba koo poori baat batate hai jise sun k Saba kaa chehra
utar jaata hain...
Saba : yeh kya kiya tum ne...? Us bachche koo akele itni dur bhej
diya...
daddy : Ab dost tum mat shuru hoo Jaana...
Saba : kyun na kahun mai kuch... Sauteli huyi to kya...? Magar
fir bi mai hoon to uski maa(माँ)...
daddy : Achcha mazaak kr leti hoo...
Saba : mai mazaak nahee kr rahi hoon... Wohi keh rahi hoon joo
sach hain...
daddy : Aaj itne year k baad tumhe yeh kese ehsaas hoo gyaa ki tum
uski maa(माँ) hoo... Aaj se pahle to tum he kabhi yeh khayaal na aaya to
fir aaj kyun uski itni fikar hoo rahi hain...?
Saba : yeh tum nahee samjhoge...
daddy : muze samajhna bi nahee hain...
Saba : halanki....
daddy : Dekho Saba mai abhi behes karne k mood mai nahee hoon...
muze office Jaane k liye der hoo rahi hain... Jaldi se muze nashta
do...
Saba gusse mai apna muh bnaa k kitchen mai nashta banane k liye
chali jaati hain...
Idhar kamare(room) mai Simi apne bed leti ro rahi hain... Use Asif ki badi
fikar hoo rahi hain... vo apna mobile nikaal k Asif koo call karti
hain... Asif uska call receive nahee karta... vo baar baar Asif koo
call karti hain or Asif gusse mai baar baar uska call cut kr deta
hain.. Simi thak k call karna chor deti hain..
Simi : kya samajhta hain khud koo fin se aayega tab bataungi...
Asif taxi koo Dixit k ghr k paas rukwaata hain... or Dixit se
milne under jaata hain...
Gate pe hi use Dixit ki poti Saima mil jaati hain...
Saima : Oye Bander tu fir se yahan aa gyaa... Kal joo mene tumhara
haal kiya thaa saayad tu vo bhool gyaa...
Asif : Ji nahee... vo mai kese bhool sakta hoon... vo to tu Dr
Dixit ki wajah se bach gyi warna to mai tuze se aisa badla leta
ki tu saat janam tak muze nahee bhool paati...
Asif ki baat sun k Maasi muskurate hue kehti hain...
Maasi : Kyun Smarty...? kahi tu Saima se shaadi karne kaa to nahee
soch raha...
Saima : kya Maasi aap bi na kuch bi kehti hoo... Meri Shaadi or
iss bandes se... Agar yeh iss duniya kaa antim ladka bi huaa na tab
bi mai iss se Shaadi karne k bAjaye kunwaari rehna pasand
karungi...
Asif : Mere itne bure bi din nahee aaye ki mai iss jungli billi se
shaadi karun...
Saima : kyun tujhme kya koi sukhaab k pr lage hai joo mai
tujhse shaadi kr loon...? Bander hain tu Bander jungli Bander...
Asif : Tu bi koo jannat se aayi Apsara nahee hain... Billi hain jungli
billi...
Dono ki baat sun k Maasi hanste hue kehti hain : jb tum dono ek
dusray koo itni achchi tarha se Jaante hoo to tumhe ek dusray se
zaroor shaadi kr leni chahiye...
Asif : Maasi muze iss jungli billi mai koi interest nahee hain aap iski
baat choriye or yeh bataiye ki Dr Dixit kahan hain...? mai yahan
unse milne aaya hoon...
Saima : muze bi iss bander mai koi interest nahee hain... mai to
Asif ji kaa wait kr rahi thi... Jaane yeh bander kahan se Subah
subah tapak pada... Aaj Subah Subah iss bander ki shakal dekh li
ab to Lagta hain saayad... saayad nahee yakeen maira(mera) poora din
kharaab jaayega...
Asif : Din to maira(mera) kharaab jaayega... Jungli billi ne rasta joo kaat
diya...
Abhi dono lad hi rahe the ki wahan Dr Dixit aa jaate hai...
Asif : Dixit Sir jaldi se muze vo paper's dijiye taaki mai yahan
se jaaun... or maira(mera) iss se peecha choote... Subah Subah muze iss
jungli billi se ladne kaa koi shauk nahee...
Saima : muze bi iss Bander mai koi interest nahee hain...
Dono ki baat sun k Dr Dixit muskurate hue kehte hai : Ab chahe
tum dono koo ek dusray mai interest hoo chahe na hoo... Agle 7 din tak
Tum dono kaa ek dusray se peecha chhotne waala nahee hain...
Dixit ki baat sun k dono chonk k ek sath poochte hai : Kya
matlab...?
Dixit : Matlab yeh ki abhi se le k agle 7 din k liye tum dono ek
sath rahoge...
Dono : kyaaaaaaa........?
Dixit : Haan... Tum dono sath mai Simla jaa rahe hoo...
Saima : Magar... Aapne to kaha thaa ki muze Asif ji k sath
Jaana hain... vo kahan hain...?
Saima ki baat sun k Dixit Asif ki Taraf dekhte hai...
Asif : halanki Asif ji to yahan nahee hai vo to iss sheher mai bi nahee
hai...
Dixit : yeh hi to mai keh raha thaa...
Saima : Ji nahee aap yeh keh rahe the ki muze iss bander k sath
Jaana hain...
Dixit : Haan vo kya hain wahan muze or Asif k daddy koo Jaana thaa
magar hum koo yahan baaki k kaam poore karne hai taaki Hotel kaa
kaam jald se jald shuru kiya jaa sake... iss liye hum ne yeh faisla
kiya ki hum apni jagah Asif or Saima koo Simla bhej denge...
Saima : To jb Asif ji koo mere sath Jaana hain to fir aap ise kyun
bhej rahe hai...?
Dixit : vo to tumhe Smarty hi bata sakta hain...
Asif : Asif ji koo kisi urgent kaam se Jaana pada tu unhone muze
kaha ki mai unki jagah Simla chale jaaun... Magar unhone yeh nahee
bataya thaa ki wahan muze akele nahee balki jungli billi k sath
Jaana hain...
Saima : Oye bandar... Apni aukaad mai reh... muze dubara jungli
billi kaha na to samajh le ki tumhari khair nahee...
Asif : Abe jaa... bahoot dekhi tere jaisi...
Dixit : Agar tum dono isi tarha ladte rahe to fir ban chuka
Hotel...
Asif : mai kahan jhagad raha hoon...? muze to pata bi nahee ki
jhagda kya hota hain...?
Saima : Dekho kitna maasoom hain...
Asif : Thanks for the Compliment...
Saima use gusse se dekhne lagti hain... vo kuch kehne hi waali hoti
hain ki wahan Taxi driver aa jaata hain...
Taxi Driver : shrimaan agar aap koo Jaana nahee hain to taxi kaa kiraya
dijiye or muze free kijiye... mai yahan din bhar nahee ruk
sakta...
Dixit : nahee dost Jaana hain... bss 2 Min. mai chalte hai... Tum
taxi shuruaat karo yeh dono abhi aate hai...
Taxi driver : Theek hain magar Jaldi karna...
yeh keh k vo bahar chala jaata hain...
Dixit : Tum dono jaa rahe hoo ki nahee...?
Dono apna sir jhuka k kehte hai.... Haan....
Dixit : Good... Asif... maira(mera) matlab hain Smarty... yeh lo file or yeh
rahi Flight ki tickets... Ab jaao jaldi kahi aisa na hoo ki tumhari
flight Miss hoo jaaye...
Dono Dixit koo bye bol k taxi mai baith jaate hai...
Driver taxi shuruaat karke kehta hain : Aap dono sohar patni bi na kitna
ladte hoo... Achcha hain sohar patni mai jitni zyada ladayi hoti hain chahat
bi unme utna hi zyada hota hain...
Driver ki baat sun k Saima use gusse se dekhti hain...
Saima : Apni bakwaas band karo or chup chaap taxi chalao...
Dubara ise maira(mera) sohar kaha na to mai tere daant tod dungi...
Asif taxi driver koo aankh maar k kehta hain : Tu taxi chala dost iss
kaa sohar to koi khaas hi hoga... joo Agra se aayega...
Saima : Haan vo bahoot hi Rich handsome or smart hoga... joo
Tere jaise phakkad koo apna naukar bi nahee rakhega... Tu meri
fikar chor or apni fikar kr... muze to us Ladki pe Taras aa raha
hain jiski tere se shaadi hongi... vo yakeenan koi pagal bandariya hi
hongi... Kyun ki koi dimaag waali Ladki to tujhse shaadi karne se
rahi...
iss tarha ladte jhagad te dono Airport pahunch jaate hai...
Dono Plane mai enter karte hai...
Asif pehli baar plane se safar kr raha thaa... Aisa nahee thaa ki use
plane k baare mai kuch pata nahee thaa... halanki fir bi first wakt
first wakt hi hota hain... Chahe vo plane mai hoo ya fir bed pe...
Plane mai enter hote hi Saima koo khurafaat sujhta hain or vo
ladkhadane kaa naatak karke Asif koo dhakka deti hain... Asif iss
achanak hamle se sambhal nahee paata or seedhe saamne khadi
AirHostess se takra jaata hain...
Asif : I am Sorry....
AirHostess koo Asif kaa dhakka thoda zor se lagta hain... vo gusse
mai kuch kehne hi waali hoti hain ki tabhi Asif koo dekh k us mai kho
si jaati hain... vo Asif koo bade chahat se ghoorte hue kehti hain...
AirHostess muskura k : Its ok Handsome...
AirHostess ki baat sun k Saima kaa chehra gusse se laal hoo jaata
hain... Uska kiye karaye pe paani joo fir gyaa thaa...
Saima : Aaj kal Flight mai lagta hain andhi AirHostess koo rakhne
lage hai...
AirHostess : Excuse mai... Kya kaha aap ne...?
Asif baat koo sambhaalte hue kehta hain : kuch nahee Dear... Ise to
ayese hi badbadane ki aadat hain... Please dont mind...
AirHostess : Aap keh rahe hai to theek hain... Aaiye mai aapko
aapki seat batati hoon...
Asif : Oh thanks a lot...
AirHostess Asif koo seat pe baitha k Jaane lagti hain ki tabhi Asif
us se kehta hain...
Asif : Excuse mai madam.
AirHostess : Ji kahiye Sir.
Asif : ji vo kya hain ki mai flight mai pehli baar safar kr raha
hoon to... Kya aap yeh Seat belt... Please...
AirHostess : kyun nahee sir...
fir vo Asif ki seat belt baandh k uper lage switch ki Taraf
ishara kr k kehti hain.
AirHostess : Sir aapko kisi bi cheez ki zarurat pade to ise daba
dijiyega. mai foran aa jaaungi.
Asif : Ya sure why not. Waise ek baat kahun. Aap behad
khoobsurat or Sweet hoo. Aap kaa nature bi kitna pyara hain. Aap
koo dekh k or aap se baat karke heart(Dil) khus hoo gyaa.. Warna to...