Anwar ki maa(ammi) se tabhi to sub kuch bhool kr unke chehre koo yaad karke udash rehne laga thaa
pr kehte hain na kabhi kabhi bhagya bi meharban hoo jati hain or mere sath bi wahi huaa
Ek din mai ghr k kisi kaam se market gyaa thaa
or meri bhagya waha pr muze anwar ki maa(ammi) nazar aaae joo kuch le rahi thi or mene unko dekha pr kuch bola nahee bajah kya pata un hone muze pehchana ya nahee pata nahee thaa .
To mai srif unko dekhta raha pr bolne ki koshish nahee ki
pr shayad unhone muze pehchan liya
Tabhi vo mere karib aane lagi to mai dusri traf dekhne laga
Unhone piche se awaz di
Tum anurag hoo na anwar k dost
Toh mai palta or unko dekh kr
Ji mai anurag he hoon pr pata nahee thaa ki ap koo mai yaad hoon ya nahee iss liye kuch nahee bola thaa.
mai character k naam ki pehli Spelling se naam likhunga
N-ha muze yaad hain tum he the joo sub se kam bol rahe the us din baki sub to ayese pretend kr rahe the jaise pata nahee kitni baar ghr aaye hoo.
Apne ap koo mai mai ki jagah m likhunga
or nargis koo N
M- thanks aunty
N: thanks kaisa joo such thaa wahi bola essi bajah se mai tumhe pehchan saki.
Kya kr rahe hoo
M- ji vo kuch saman lena thaa ghr kaa
N: accha good ek maira beta hain usse ghr k kaam se koi matlab nahee hain
M: nahee aunty mai he le jata hoon ghr kaa saman
N : accha tumara hoo gyaa ya or kuch lena hain
M: ji hoo gya hain bss kuch saman us dusri shop se lena hain.
To nargis us shop koo dekh kr
N: muze bi kuch lena hain tho chale
M : ji aunty sure or hum sath sath chalne lage
N : or kya kya karte hoo
M: ji vo bss itna he ghr ki grocery purchase kr leta hoon that's it
Baki papa kr lete hain
N: ok ok ghr mai kaun kaun hain
M: ji maa daddy or ek choti sister hain
N: ok
Hum itne mai shop mai aa gye rhe
mai apni bhagya pr rask kr raha thaa ki kaha itna tadpaya or ab kaha dekho ki khud nargis itni der se mere sath hain.
N: ok tum shoping karo mai bi kr leti hoon
M: ji sure
To hum apni apni shoping karne lage
pr meri nazar nargis pr he thi
To unhone mere se nazar bacha kr shopkeeper se whisper manga
To mene nazar ghuma li ki kahin nargis muze dekhte huye na dekh le
or pr luck shayad mere sath thaa jb hum billing kara rahe the tho bill counter wali ladki ne nargis kaa sara saman counter pr rakh diya
or incidentally whisper pr chapa barcode read nahee huaa tho
Counter girl ne dusra pack lane koo bola or nargis ki sthithi(condition) dekhne layak thi
or uski bajah mai thaa kyu ki mai badal mai he Billing kara raha thaa or mai unko he dekh raha thaa.
jb unse nazar mili to vo
N: rehne dijiye mai baad mai le lungi
To pata nahee mujh mai kaha se itni himmat aai ki mai bina bole store mai gya or dusra pack le aaya or waha rakh kr
mai counter girl se ap esko scan kr de
To counter girl muze dekhne lagi tho
M: ji mai aunty k sath hoon
To counter girl koo koi fark nahee pada pr nargis ne nazar jhuka li
mene kuch nahee bola or apna saman liya or bahar aane laga
To nargis ki piche se awaz
N: anurag
mene palat kr dekha
To nargis mere paas aa kr
N: yeh card kya us counter girl k liye chhod diya thaa
Bechari ne kitni awaz di pr tum pata nahee kin khyalo mai the.
M: ooo card lete huye thanks aunty mai bhool gya thaa
N: yaad rakha karo
M: ji aunty or hum sath mai bahar aane laga
Nargis k pass saman jyada thaa
M: mai pakad loo Aunty
N: nahee it's fine maira har bar kaa hain
M: anwar nahee aata
N: nahee usse pasand nahee hain mere sath aana or ghr k kaam karna
M: ooooh
N: chalo mai chalti hoon or auto koo roka
M: ap aati rehti kya yaha
N: ha har week pr aaj thoda late hoo gai hoon nahee to normally mai 12 baje tak ghr chali jati hoon shopping karke
mai man mai sochne laga tabhi meri mulakaat nahee hue nargis se kyu ki mai colz k baad aata thaa
N: ok bye anuraag accha laga tum se mil kr
or Auto mai baith gai
M: same here aunty
Tho vo muskura di or auto chala, gya or mai
Upper aasman koo dekh kr
Thanks god thanks A lot
mai us din bahoot khus thaa ki jisko soch soch kr pareshaan thaa vo khud mil gya or mila he nahee ummid se jyada mil gya.
Specially whisper wali harkat pr
man mai thaa kya pata vo kya soch rahi hogi iss baat pr
pr unhone usko zaahir nahee hone diye ki unke hardiya(heart) mai kuch thaa.
mai agle do din to market nahee gya kyu ki nargis ne kafi saman purchase kiya thaa to unke market itni jaldi aane ki ummid kam thi pr tisre din mai colz na jaa kr market chala gya iss ummid mai ki nargis mil jaye
pr kai baar bhagya ap k sath hoti kai baar ap kaa khilaf.
To aaj wahi huaa pure din market mai ghumta raha pr nargis nahee dikhi
or aaj kya agle teen din aisa he raha to man fir udash hoo gya
colz bi bunk huaa or nargis bi nahee mili
pr shayad bhagya mujh pr meharban thi tabhi to chouthe din nargis dikhi pr us tarah jiski ummid kam thi
vo iss tarah
mai dekh to liya pr ignor kr diya
pr nargis ne nahee
muze dekh kr awaz di
To mai
M: hi aunty
N: hi anurag bade din baad
M: ha kaam nahee thaa iss liye
N: ha pr muze thaa to mai to daily aai market pr tum nahee dikhe the
mai sun kr hairan thaa pr muze to nahee dikhi thi nargis
Ab bolta bi kya ki mai to daily aaya thaa
N: subah kaam hoto thaa iss liye second half mai aati thi pr aaj kaam thaa iss liye jaldi aana pada
mai hain ri bhagya vo sham koo aa rahi thi or mai subah aa raha thaa
Essi liye kehte hain jyada samajh daar nahee banna chahiye
M: ok mai aaj colz nahee gya thaa iss liye subah aa gya
N: ok ok tho chale
M: sure aunty pr aaj burqa
N: oo yeh vo mere shohar aa gye hain na
M: matlab uncle yaha nahee rehte
N: anwar ne bataya nahee ki vo gulf mai job karte hain to year mai ek baar aate hain or vo thode conservative type k hain tho pehnna padta hain
M: ok
Hum itne mai shop pr aa gye or nargis apna saman lene lagi or mai unko dekh raha thaa
N: kya huaa
M: ji vo mene ap koo pehli baar burqa mai dekha hain to thoda ajeeb
N: muskura kr ab jb tak anwar k abbu rehenge to ayese he rehna padega.
mai bi muskura diya
N: tumne kuch nahee liya
M: nahee jyada nahee lena muze to mene unko dikhne k liye kuch le liya
or fir billing karai or bahar aa gye
N: tho chalti hoon anwar k abbu intzaar kr rahe honge
M: sure aunty
N: to agli baar kab aana hain shopping k liye
To mai man mai khush hote huye
M: Abhi to pata nahee
N: ok muze to kal aana hain tum aao to bata do ek he wakt pr aate hain sath mai shopping acchi hoo jati hain
mai khush hote huye
M: ap bata do mai aa jaunga after colz sahi hain
N: ok done to kal 4 baje muze kuch shopping karni hain milte hain
M: ok aunty mai aata hoon will do shopping together
N: ok anurag bye or auto mai chali gai
or mai itna khush thaa ki bata nahee sakta
or kal k liye tyari karne laga
maa se shopping ki lambi si list banwai or agle din wakt se pahle market mai pahuch gya
jb nargis pr nazar padi tho aaj vo kuch iss trah tyar hoo kr aai thi

N: hii anurag wakt se pahle
M: hello aunty vo colz se direct market he aa gya
or ap iss trah burqa nahee pehna aaj
N : ha vo mere shohar aaj out of town gye hain iss liye
M: ooo to chale
N: ha pr pahle kuch kha le aaj
M: matlab ap ne
N: ha anwar k abbu ki packing mai wakt he nahee mila
mai to bahoot khush thaa
M: sure aunty yaha pr vo anna kaa dosa famous hain agar ap koo pasand hoo to
N: haan haan i love South Indian food
or hum shop pr
Jaha nargis ne apni pasand kaa order diya
or hum order kaa wait karne lage air ek dusray koo dekh rahe the
mai shop ki tarif kr raha thaa tho
N: kuch apni bolo anurag
M: ji maira kya colz colz se ghr friend fir cricket bss yeh he sub hain
N: okkkk koi girlfriend nahee hain
M: are aunty ap bi na meri koi nahee hain anwar koo sub pata hain
muze nargis se iss sawal ki ummid nahee thi
N: pagal hoo mai anwar se kya yeh sawal karungi ki anurag ki girlfriend hain ya nahee
M: ooo sorry aunty pr meri nahee hain
N: okkkk
Tabhi hamara order aa gya
To hum khane lage
pr pata nahee nargis baar baar muze dekh rahi thi
pr mai samjh nahee pa raha thaa ki kya baat hain
Dosa finish kiya or jb bill dene laga to nargis ne mana kr diya or khud diya
mai kafi bola pr baad mai unki zid ki bajah se mene nahee diya
or jb shopping ki bari aai to nargis ne kuch purchase nahee kiya
M: kya huaa kuch nahee lena
N: nahee aaj man nahee kr raha Tum le lo
M: koi nahee mai bi kal le lunga
N: nahee nahee tum le lo mai help kr deti hoon or unhone meri help ki or kuch apni pasand kaa saman bi purchase karaya boli ki yeh product accha hain
or jb meri shopping hoo gai or nargis auto kaa wait kr rahi thi
N: anurag kal aana hain
M: ji ap bolo to aa jaunga
N: ok tho ek kaam karo apna number share kr do muze aana hoga to bula lungi
mai itna khush huaa ki bata nahee sakta pr apne emotions control kr gya
Agar aana chaho to aa jana agar free hoo tho
M : ji koshish karunga
To mene apna number diya to nargis ne muze ussi wakt call ki to unka number bi mere pass aa gya
N: save kr lo
M: ji ok pr unke samne save nahee kiya impression kamane k liye ki muze koi parwah nahee
or nargis k jate he jaan k naam se save kr liya
pr ek baat note ki ki aaj nargis badli hue thi kya thi bajah pata nahee pada
mai yeh he sochta raha ki kya bajah hain
Kuch kharida bi nahee lunch bi sath mai kiya meri help bi ki or apna number bi de diya or kal k plan k bare mai confirm kr dengi
Kya chal raha thaa pata nahee