Writer's Note
As you can see in the prefix it's an incest kahani, so those who find it offensive, Please move on. Now, Regarding the kahani, lemme make it clear this iss just a fictional kahani and have no resemblance to the real world. I started writing it because most of the reader's have a likeness towards it. kahani doesn't have any intention of promoting people to commit such sins.
Coming to the kahani, It will be a slow burner with preference given to romantic angle between a Brother-Sister, and how their life unfolded after realizing their attraction and love towards each other. To, those who like such kahani are welcome. Have fun, Cheers!
~ Index ~
~ The End ~
____________________________
__________________________________________
Update : 1
Subah k 4 Bajne mai Kuch Seconds kaa hi vilamb thaa.. Tik Tik.. karti ghadi ne 4 bajne kaa ailaan kiya or abhishek k bistar k paas rakhi ghadi ne use uthne kaa sanket diya….
Abhishek ne unghai lete hue.. ghadi pr nazar daali.. jaise kah raha hoo. ” thodi der or sone de ” to ghadi ne bi thoda alarm k sound kaa badha kr naa kaa sanket de diya!!!
fir kya thaa abhishek beman sa utha.. or alarm band kr batroom fresh hone chal gyaa!!
20 min mai vo fresh hokar nikla or coffee banane kitchen mai chal gyaa. yeh abhishek ki rooj ki aadat thi vo ghr mai sabse pehle uthta or coffee pita fir 1-2 ghante padhai karta fir thoda bahar tahlne chala jata. AAJ bi usne 6:00 baje tak padhai ki fir bahar aaya to apni maa(माँ) koo kitchen mai dekha.
‘maa(माँ)’ me bahr jaa raha hu.. usne maa(माँ) se kaha. ” Thik hain beta, or sun aate time dodh kaa paket lete aana”
“Haa maa(माँ) roz tum yahi bolti hoo.. muze yaad hain”
“acha beta thik hain aaj se me nai bolungi dekhti hu mere bhulakr bete koo kitna yaad rahta hai”
“chal ab jaa”
abhishek bahar chala jata hai.. or apne yaar Sahil koo call karta hai.. ” abe utha ki nai ” “Haa bhai bss tu park mai chal me bss pahuch raha hu” fir vo park mai tahlne chala jaata hai.. yeh park uske ghr se thodi hi dur pr thi. Sahil kaa ghr bi jayada dur nai thaa.. 5 Min bete hi the ki Sahil apni bike R15 se waha pahuch gyaa.. or abhishek ki tarf chal para.
“Abe yaha ham tahlne aate hai. kabhi paidal bi ghoom liya kr Exercise hoo jaati hai.. ” are bhai vo sab chhod aaj movie dekhne chal raha hai ki nai” “Saale.. me tumhari tarh school chodkr kahin nai jane wala” Saale kuch padh le is year board k exams honge..” fir university mai too masti hoti rahegi..
” acha class k baad to chalega” salu bhai ki nai movie aai hai dost ek baar to dekhna banta hai”
“Thik hain..” fir dono tahlne lage or idhar udhar ki baate karne lage.. “Chal dost ab ghr chalte hai.. muze kuch saaman bi lena hai.. Bye” abhishek ne kaha ” Bye.. school mai milte hai.. or movie kaa program cancel mat karna warna saale.”
“haa be chalenge ” itna kah kr abhishek apne ghr ki tarf nikal padta hai.
raaste mai apne pados ki dukan se sudha kaa doodh, or fir use yaad thaa ki uski coffee kaa packet bi khatm hone wala thaa, to ek packet cofee leta hai..
fir ghr ki aur chal deta hai..
Sahil Abhishek k sath 2nd claas se hi thaa dono ki dosti ab bilkul langotie dost k maafik hoo gai thi.
kinara thoda hi-class pariwar se thaa uske papa ek ache khase businessman the. abhishek k papa. sbi bank mai job karte the. assist. manager ki post pe. ghr ki situation achi khasi thi..
Abhishek ghr pahucha..
Kitchen mai gyaa.. ” yeh lo maa(माँ) ” or saman maa(माँ) koo diya..
Sumitra ne coffee kaa packet dekh kr kaha ” tuze apni cofee ki yaad hamesa rahti hai” “Jayada coffee nai pina chahiye”
“Maaaa!! jayada kaha pita hu!! bss roz subah mai hi to pita hu..” or Kabhi Kabhi canteen mai.”
“Chal thik hai!!” “or tune subah mai apni behan koo uthaya kyo nai” “abhi abhi uthi hai use kuch homework karna thaa” subah mai hi tuze puch rahi thi”
“Ohh.. No.. me tu use subah jagana hi bhul gyaa” usne kal bataya thaa ki use home work karna hai!! ” or vo apni behan k kamare(room) ki aur Auge laga..
Gate pr pahuchkar usne aawaj lagai..
Nishu..!! Nishu..!! (ritika k ghr kaa name nishu hain. sb chahat se use nishu hi bulate hai).
Thodi der mai Ritika ne dwar(door) Khola…
Usne avi thodi der pehle hi snan kiya thaa.
Halke Gulaabi rang k salwar samij mai.. ujle rang kaa dupatta dale.. bhige or khle hue baal uske gore massom se chehre koo dhakne kaa asafal pryash kr rahe the.. gazab ki khoobsurt lag rahi thi.
Abhishek abhi use dekh hi raha thi ki tabhi.. RITIKA jor se boli.. ” Bhaiyaaa!!! mene aapko subah uthane koo bola thaa. na!!!” ” aapki wajah se aaj maira(mera) maths bi nai ban paya ”
Abhishek koo tab dhyan mai aaya.. ” Sorryy.. Nishu.. vo pata hi nai mere dimag se kese utar gyaa ” sorry…
” acha laa me help kr deta hu!!”
” vo to aaoko karna hi padega”
fir abhishek uski maths mai help karne laga!! 15 qstns the.. kuch tough the.. lag bhag 1 ghante k andar sb hoo gaye… Dono hi padhne mai ache the.. Abhishek bhik hamesa apni class k top 5 mai rahta thaa or ritika bi.. ek tarah kaha jaa sakta hai ki ghr kaa mahaul phadi or future koo acha karne pr laga huaa thaa.. or iss sab karan the dono k mata pita!! unhone unpar kabhi dabaw nai dala.. yeh karo vo karo. hamesa hi unhe chahat se samjhate the.. idhar abhishek apni behan ki help kr raha thaa or udhar uske papa office k liye ready hoo chuke the.. ” are kaha hoo!! nashta bnaa ki nai”
“bss hoo gyaa app baitho me laati hu”
sumitra ne nashta ready kiya or apne sohar koo diya.
“yeh lijiye”
“Bache kaha hai??”
“vo abhishek Nishu ki help kr raha hai homework mai”
” kuch laana hai kya??”
“Aate time kuch sabjii wagera lete aaiyega”
“thik hai” phir vo nashta kr k office chale gae. idhar abhishek bi apne kamare(room) mai aaya or school k liye ready hone laga…
Idhar Abhishek tayar huaa…. or usne apni ghadi dekhi 8:40 hoo chuka thaa!!
vo jaldi jaldi bahar aaya… ” maa(माँ)!! Nishu kaha hai?? use bolo jaldi kare warna late hoo jayenge!!
Tabhi Ritika bahar aayi.. School dress mai.. white and grey rang kaa school dress thaa unka! yeh uske sarir pr achi tarah fabta thaa! vo na to jayada moti thi or na hi jayada dubli patli..
“Sab aapke karan huaa hai.. bhaiya… aapne muze subah mai jagaya kyo nai maa(माँ) aapko sahi hi kahti hai ki aap bhulakr hoo..”
tabhi sumitra ne bola.. ” are nishu tu apne bade bhai koo tang mat kr” or nastha kr loo.. dono!!”
“maa(माँ) ham canteen mai kha lenge warna late hoo jaega” abhishek bola. Chal Nishu jaldi…”
fir dono nikal gae bike se school..
unka school ghr se 3-4 km darwaja thaa!!
dono school pahuche.. or phir apni classes mai chale.. gae.
Abhishek bi Sahil k paas jaa kr baith gyaa.. “bhaiii class k baad chalega na”
“Haa be Ktni baar Puchega”
fir classes shuru hoi ..
11:45 mai lunch break huaa to dono yaar canteen ki tarf chal pade..
Abhishek or Sahil guppe marne lage or samose khane lage!!
Tabhi, ritika unhe aati dikhi!! ” haii.. sahil bhaiya” sahil ne bi hi mai rply kiya!!
” bhaiya maira(mera) purse ghr pe hi chhut gyaa hai. 100 rs do na”
fir abhishek ne use paise diye aur vo apni sahelio ki tarf chali gai!!
ayese hi classes over huyi.. tab sahil ne kaha chalne koo!!!
” me ritika koo ghr chhod kr aata hu tu mall k paas chal me wahi aa jaunga”
” Okkk jaldi aana ”
fir abhishek apni bike lekar gate pr ritika kaa wait karne laga.. thode hi der mai woo aagai..
” Are bhaiya.. aaj to maths wale teacher ne or bi bshut saare qstns de diye hai!!! help kr dena na ”
” Okk pr pehle ghr to chal”
“Ha Chaloo”
raaste mai abhishek koo canteen ki baat yaad aai to usne chidhane kaa socha ritika koo..
” subah tu muze bhulakr bol rahi thi.. fir tuu kese apna purse bhool gai thi aaj!!! ab bol kon bhulakr hai??””
“aap hoo ” yeh kah kr vo hasne lagi.. abhishek bechara khud hi sawal puch kr phas gyaa thaa!! fir usne baat badla
“acha me tuze ghr k pass drop kr doonga tu chale jana.. ”
“Kyoo?? aap kaha jaa rahe hoo”
“kinara ne movie dekhne ki bulaya hai”
“kon Si!!! muze bi dekhni hai”
” are vo salman ki nai movie aayi hai wahi”
ab to Ritika bi jid karne lagi.. ” muze bi dekhni hai bhaiyaaa.. ” “me bi chaloongi” pls pls..
abhishek soch ne laga kese mana kare!!
” tu mere saath sunday koo chalna” aaj me or sahil jaa rahe hai”
“Okkk lekin promise karo ki pakka le chaloge!!”
“Pakka wala promise”
phir apni behan koo ghr k pass drop kr k usne us se kaha maa(माँ) se bol dene koo ki vo sahil k saath movie jaa raha hai!!
or phir dono yaar movie dekhne chale gae.
Saam k 6:00 baje.. Abhishek ghr pahucha..
Haal mai hi uski maa(माँ) baithi huyi mili.. “Aagae babu shrimaan ” ” aajkal bahoot masti hoo rahi hai 3-4 mahine baad tere exams hai na!!”
Abhishek ne socha lagta hai aaj to daat khani padegi..
” maa(माँ) vo sahil ne itna jidd kiya ki muze jana hi pada ”
“tere us yaar ki bi samachar(news) leti hu.. kabhi ghr le aa tu use”
“Sorry maa(माँ) ” ab se koi movie dekhne nai jayenge… okk.
tabhi Ritika apne kamare(room) se aa rahi thi usne bi suna.. ” yeh kya baat huyi bhaiya.. aapne muze promise kiya thaa ” maa(माँ) pls bss iss sunday koo jaane do na”
“tuze bi Movie kaa chaska lag gyaa hai.. aane do tere papa koo.. fir tum dono unse hi puch lena” Papa kaa naam sunte hi dono chup hoo gae. fir abhishek ne Ritika koo ishara kiya ki baad mai chalenge!! ” maa(माँ) thik hai exams k baad mai hi jayenge” ab to aap khush hoo na”
” dekh beta yeh masti to tu kabhi bi kr sakta hai.. bt tere bord exams baar baar nai aane waale . kuch dino tak in sab se darwaja rah or padhai kr le beta!!”
“Okkkkk.. . maa(माँ) ab jauu padhne.. ”
fir abhishek apne kamre ki aur chal pada. abhi vo apne kamre mai pahucha hi thaa ki dhadam se gate khula.. or ritika andar aiii..
“Kya huaa nishu !! itni jor se Gate kyo khol rahi kabhi to aaram se aaya kr.”
” vo Sab chhodo bhaiyaa.. aap muze movie dikhane le chal rahe hoo ki nai.. aapne muze promise kiya thaa Ab aap nw nai kr sakte ”
“Are Nishu mene naa kab kaha… maa(माँ) abhi gusse mai hai baad mai baat karenge unse.. lekin sabse badi problm hai sunday koo to papa bi ghr pe honge”
” Haa bhaiyaa iss bare mai to mene socha hi nai .. ek kaam kare Saturday koo hi School bunk karte hai na!!”
” Pagal hoo gai hai kya nishu.. maa(माँ) koo bina bataye.. yeh thik nai hoga.. ek or raasta hai”
” kya bhaiya jaldi bolo na”
” tu muze bolne to de”
“ok ok ab bataoo ”
” kyo na ham papa se permission le le”
” kya bhaiya yeh koi idea hai.. papa se puchega kon?? me nai puchne waali ”
” acha iss bare mai sochte hai sunday mai abhi 3 din baaki hai”
” jaa ab muze kuch der padhne de aur tere homework hoo gae sb jakar pura kr”
fir ritika apne kamare(room) mai chali jaati hai..
dono apni padhai mai mashgul hoo jaate hai..
kuch der baad unke papa office se aate hai!! ” are dost chai milegi kya”
” laati hoo kitchen se sumitra ne jawab diya” fir vo T.V. pe news dekne lagte hai.. thodi hi der mai chai bi aajati hai..
” suniya na ji bache sunday koo ghumne chalne koo kah rahe the.. thoda ghum phir bi lenge.. mood bi halka hoo jaega”
” kya baat hai ab jb aapne pura plan bnaa hi liya hai to fir me kese rook sakta hu. pr pehle aap idhar baithiye to.. ”
” Sabjii jal jaegi me jaa rahi hoo kitchen mai ” itna kah kr vo kitchen mai chali jaati hai!!
( friends kuch bi kah lo maa(माँ) hamesa hi apne bacho ki khusi kaa dhyan rakhti hai)
Update : 2
Thodi der baad sabhi dinner karte hai to.. sumitra sab koo batati hai ki sunday koo ham sab shopping chalenge or koi movie bi dekh liya jaega!!
ritika khush hoo jaati hai… abhishek uski khushi koo dekhkar khush hoo jata hai!! khana kha kr sabhi aapne apne kamare(room) mai chale jaate hai..
abhishek apne kamare(room) mai pahuch kr apna aalmira kholta hai or usme se ek diary nikalta hai…
yeh uske laghbhag roz ki dincharya thi roz hi vo iss wakt pe diary lekar baith jata thaa. aaj bi usne kuch sochte hue kuch likha.. or fir use usi aalmira k sabse niche ek saaman chupane ki jagah pad chupa di…
aaj tak us diary koo usne kisi koo bi nai dikhaya thaa!! usne diary likhna tab shuruaat kiya thaa jb vo class 6 mai thaa.. ab tak. uski pass 3 diaries thi jinnhe vo us aalmirah mai chupae hue thaa!!!
Aksar Log Yeh Kah dete hai ” Chehra Sab Kuch bayan kr deta hain” . pr yeh hakikat mai hoo yeh jarori nai. Kiske heart(Dil) mai kya hai yeh bhala kon jaan sakta hai!!!
Abhishek aaj bi apni diary likhne k baad soch raha thaa apni biti huyi jindagi k baare mai!! Kis tarh usne apni un bhawnaaoo koo us diary tak simit rakha use dar thaa agar kisi ne iss diary koo dekh liya too!!!!
ayese hi agli subah huyi…. or apni roz ki dincharya ki tarh vo subah utha… Park gyaa.. or fir School jane kaa vaqt bi hoo gyaa!!!! ” Nishu !!! tuze school nai chalna jaldi tayyar hoke niche aa jao” me hall mai baitha hu”
“bss aa gai bhaiyaa”
Thodi hi der mai Ritika niche hall mai aati hai…. ( un dono kaa room upar ki floor pe thaa or unke maa(माँ) daddy niche k kamrey mai rahte the) Jaise hi ritika hall mai aai abhishek ne use ek nazar se uske khubsurat se chehre koo dekha.. or fir dono nashta karne lage!
fir dono school ki or chal pade… Raaste mai… “Bhaiyaaa hame to papa se permission bi nai leni padi.. or movie dekhne kaa plan ban gyaa”
“Haa nishu yeh sab maa(माँ) ne kia hoga. Tune hi too itni jiidd ki thi ”
“Bhaiyaaa jidd karna padta hai… Warna kuch milega hi nai” Abhishek apni behan ki iss maassom soch pe muskura utha
Tab tak unka school bi aagaya..
” Chal Nishu School aa gyaa ” fir dono apni class ki aur chale gae..
ayese hi din beet gaye or sunday aa gyaa…
Abhishek ki aadat thi vo Sunday koo bi jaldi uth jaata thaa!!
subah k 8:30 baj rahe the.. or abhishek apne floor pe bane balcony k paas khada apne man k kisi soch mai duba huaa thaa!!! Tabhi uski maa(माँ) ne niche se use pukara ” beta us alhadd koo bi utha de.. Pata nai kab tak soti hai.. Bol ki 10 baje hame chalna bi hai ya vo nai jayegi” Abhishek k papa bahr garden mai paper padh rahe the..
Abhishek ne Ritika kaa darwaja khatkhataya… Thodi der mai kamare(room) kaa darwaja khula..
Apni aankhe miche hue.. baal bikhre or chehre pr idhar udhar faile hue. pr in sab k bich uska khubsurat sa gol mukhra bilkul ek aadhi khuli huyi kali k jaisa lag raha thaa!!!
“Hhhuuummm… kya huaa bhaiya.. Aaj to sunday hai sone do na”
” ab to confirm hoo gyaa ki tu hi sabse badi bhulakr hai… Movie nai chalna kya. 10 baje kaa show hai!!”
” o tumhari me too sach mai bhool gai thi.. Kitne baje hai abhi??”
” 9 bajne wala hai.. Jaldi se niche aa jaa maa(माँ) bi bula rahi hai”
” me bss thodi der mai aati hu… Aap nai chaloge kya!? Aap bi ready hi jao ya aap bi bhul gae” Itna kah k. Woo hastee hue batroom ki aur chali gai.. abhishek apni bahen k iss chanchalta pr muskurata huaa apne kamre mai ready hone chala gya.
15 min mai vo ready hokar niche pahuch chuka thaa.. Uske papa bi ready hoo chuke the or bass maa(माँ) bi aa hi gai
” beta padhai kaisi chal rahi hai” papa ne pucha. ” achi chal rahi hai papa ”
” tere bord k exams hai iss baar ache se mehnat kr ” or vo jee wagere k form bharne hoo to bhar dena.. jaisa tumhari icha kare. Tumne kya socha hai aage kaa”
“Papa iss baar mains level to nikal hi loonaga, baaki advanced level muze nai lagta mere se hoga”
” uske qstns tough hote hai. Agar tumhari icha hoo tu ek year drop kr lena or taiyari kr lena ”
” nai papa iss baar hi university mai chala jaunga!!! shayad koi nit mil jae”
” ok.” fir unhone apni patni se kaha “are kya huaa chalo bi” Are Nishu beta chalo jaldi”
“bss aagai papa” Nishu bi niche aai blue colar ki kurti mai vo gazab ki khoobsurat lag rahi thi halka sa make up uske chehre ki raunak koo badha raha thaa.. Maathe pe ek chooti si bindi.. Abhishek ne use dekh hi raha thaa.. or tabhi use kuch hosh aaya or usne apni nazre hata li… ” Are chalo bi sab” 11 baje show suru hota hai”
Ritika bi apne bhai k saath aa gai sabhi car mai baithe.. Aage unke maa(माँ) daddy or piche woo dono.. “Bhaiyaaa apne to kaha thaa 10 baje show hai” Ritika phusphusate hue boli.
“Are pagal show 11 baje se hai.. pr khali pet hi movie jaegi kya ”
” ohh haa.. hamne too kuch khaya bi nai hai”
Thode der mai car mall k paas pahuchi or sabhi ek restaurant ki aur chal pade..
Sabne halka fulka naasta kiya fir abhishek movie ki ticket laane chala gyaa..
Uss mall k upri floor pe ek hall thaa..
fir sabhi movie dekhne chal pade….
phir puri pariwar ne movie enjoy ki…. idhar abhishek ki nazar baad baad apne bagal mai baithi nishu pr chala jata… jb bi vo kisi comedy scene pr khilkhilati. uske gaalo pr dimples aa jate. joo uski khubsurat se mukhre koo or bi cute bnaa rahe the…
ayese hi movie khatm hoi… sabne apni shopping ki or ghr koo chal pade!!!
sabhi thake hue the.. khana unhone baahar hi kha liya or sabhi aaj kuch jaldi hi sone chale gae…
abhishek aaj bi apni diary lekar baitha apne jivan k kuch swarnim lamho koo usme yaad k roop mai samet raha thaa!!!
Din Beette gai or ab abhishek k exams kaa vaqt bi aa gyaa!!
aaj se uske exam chalu hoo rahe the!!!
maa(माँ) ne use dahi kaa dika lagaya!! ” ache se exams dena!!!”
“bhaiyaa best of luck ”
ab to ghr mai kuch dino tak bilkul padhai kaa maahul raha
ayese hi exams khatm hue..
ab bss use jee kaa paper dena thaa.. iske liye use Kolkata jana thaa uska exam center wahi thaa.. ek din pehle hi vo ghr se nikla.. sabhi se aashirwad lekar..
Ritika ne bi use bst of luck bola.. ” bhaiyaa aap mere liye kolkata se kya laooge!!!”
abhishek ne bi chahat se pucha.. “tuze kya chahiye”
“bhaiya meri yaar bata rahi thi.. Kolkata k sandesh ( ek mithai) bahoot famous hai.” muze wahi chaiye aap lete aana ”
“okk ab chalu” fir vo ghr se chal pada do dino k liye use Kolkata mai rukna thaa. uske saath sahil bi jaa raha thaa!! uske papa ne waha unke rukne kaa intazam kr diya thaa..
idhar ghr aaj kuch suna sa lag raha thaa…. yeh aksar hota hai jb bi koi ghr se jaata hai.. ek ajib se khamoshi aa jati hai ghr mai.. ( aap sab ne shayad iska anubhaw kiya hoga ).
ayese hi agli subah huyi aaj Sunday thaa.. aaj ritika uthi 7 baje tak phir fresh hokar vo hall mai baithu thi chup chap aaj uska man nai lag raha thaa.. vo soch rahi thi bhaiya hote too unse hi guppe marti..
“Nishu beta jaa aaj thodi safai kr le apne kamare(room) ki or abhishek k kamare(room) ki bi safai kr dena”
vo beman se uthi or socha chalo khali baithne se yeh hi thik hai…
” thik hai maa(माँ) me jaa rahi safai karne” vo upar k floor pe pahuchi sidhi se first mai abhishek kaa kamare(room) aata thaa or sabse last mai Ritika kaa!!
” chalo pehle bhaiya kaa hi kamare(room) saaf kr deti huu” or vo kamare(room) mai ghusi.. charo or saaman bikhra pada thaa.. abhishek mai packing k baad kamare(room) k thik nai kiya thaa.. ” ohh. bhaiyaa ne to pura kchra phaila rakha hai.. ” or fir vo saaman sametne lagi!!” sabhi saaman sahi jagah rakha fir jhaadoo lagaya.. ab kapre tah karne lagi. kapre tah kr vo aalmira mai rakhne lagi.
usme kuch magazines pade the.. kapre rakh vo wahi jamin pr baith kr unko dekne lagi..
fir usne ek magazine koo rakhne k liye vo mudi tabhi uski nazar ek notebook jaisi chij pr padi.. niche puraane kapde pade the.. unke bich mai us notebook koo dekh use thoda ajib laga..
fir usne kapde hataaye… or use 3 diaries dikhi!!!!…..
Har insaan koo new chizo k baare mai janne ki utshukta hoti hai..
Isi utshukta se Ritika ne bi dairies ki aur dekha.. ” yeh bhaiyaa bi naa sara saaman idhar udhar rakhte hai yeh bi koi diary rakhne ki jagag hai” usne tino diaries koo bhar nikala… or ek koo khola…. ” Kholte hi uski saans tham gai…. uska sar chakraane laga… man mai ajib ajib se khayal aane lage… ” Nai bhaiyaa aisa nai kr sakte ” Diary k pehle panne pr bade aksharo mai likha thaa..
MY LOVE… NISHU
Uske niche heart(Dil) ki ek photo bani thi jisme uski photo lagi huyi thi..
__________________________________________
To be cont.